Thursday, July 11, 2013

Santa Banta Jokes and Chutkule

Santa ke Ghar Ladki ne janam liya..to Banta ne kaha...

Banta - jab ladki badi hogi to ladke isko chedenge...

Santa - Maine iska intejaam kar liye hai.

Banta - kya kiya?

Santa - Ladki ka naam DIDI rakh diya hai.

*******

Santa - Yar banta hamare beech main kya relation hai ? Banta - Wahi jo Besan or Pakode ka hai !
Santa - kaise ?
Banta - Kyunki jab Besan SANTA hai tabhi to Pakoda BANTA hai..

*******

Teacher : Ye batao ki Duniya
main kitne desh hai ???
-
-
-
-
SANTA : Kar di na pagalon wali baat
Duniya main 1 hi desh hai
apna BHARAT
Baki sab to Videsh hai...

More Santa Jokes Chutkule SMS - Santa Banta Comedy Jokes in Hindi

1 comment: