Sunday, April 13, 2014

Ek Indian aur Ek American ka Mazaak

Ek baar Ek American aur Ek Indian helicopter main ja rahe the
Tabhi american ko potty lagi, indian ne kaha 1 plastic bag main kar ke niche phek do
Usne waisa hi kiya,
Niche Ek Sadhu ganga main pray kar raha tha, tabhi uske haath main wo plastic bag aa gira
-
Sadhu ne socha bhagwan ka prasaad hai ghar jaakar Pappu ko khilaunga
Ghar gaya or usne Pappu ko diya aur bola kha lo
Jaise hi pappu ne khane ke liye uthaya, light chali gayi
-
Pehla bite - papa khatti,
-
Dusra bite - papa mitthi
-
Tisra bite khane gaya to light wapas aa gayi
-
-
-
-
Papa "tatti"

No comments:

Post a Comment